Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/572662
Title: Prokti shailivigyan kee drishti se uday prakash kee kahaniyon ka vishleshan
Researcher: Shashi Rani
Guide(s): Baijnath Prasad
Keywords: Kahaniyon
Prokti
Shailivigyan
Uday Prakash
Vishleshan
University: Panjab University
Completed Date: 2023
Abstract: Shailivigyan ek Navintam Alochna pranali hai isme Shailinaigyanik abhikaran vichlan vipthan Samantarta aur viralta ki sankalpana vidyaman hain. In abhilakshno ke adhar par Kriti ke marm ko udghatit Kiya jata hai. Bhashik Stron Ke adhar par vibhinn pratimanon ki sahayta se Sabhiprayta sahit vashtunishta se kriti Ki Raah se gujarte hue Kriti ka adhyyan kiya jata hai. Isme Bhashvaigyanik taknik pramukhta hoti hai. Bhasha ke sabhi stron ki sakriyta hoti hai aur Kriti ki arthvyakhya hi iski Soddeshyta hoti hai. Shailivigyan apne prathmik roop mein bhasha vigyan se juda hota hai. yaha vah bhasha ka takniki paksh prastut Karta hai. is kshetra mein kary karne walon ke liye Samanya bhasha vigyan ki vibhinn bhashik ikaiyon jaise Dhwani, Shabd, roop, vakya, prokti aur arth ke Swaroop aur prakary kee jankari apekshit hoti hai. newline
Pagination: xxii, 354p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/572662
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File274.42 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf5.03 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf1.44 MBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf509.17 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf762.78 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf544.91 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf543.15 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf558.08 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf532.89 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf504.14 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter_09.pdf522.13 kBAdobe PDFView/Open
12_chapter_10.pdf535.26 kBAdobe PDFView/Open
13_chapter_11.pdf526 kBAdobe PDFView/Open
14_chapter_12.pdf547.06 kBAdobe PDFView/Open
15_annexures.pdf459.49 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf764.01 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: