Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/572660
Title: Ikkisvi sadi ke mahila upanyaskaro ke upanyaso mein mulya bodh
Researcher: Kanchan
Guide(s): Rawat, Yojna
Keywords: Algaav
Ekakipan
Mulya bodh
Upanyas
Vaishvikaran
University: Panjab University
Completed Date: 2023
Abstract: Mulyon ke bina vyakti aur samaj ki kalpana nahi ki ja sakti hai, kyonki manav jeevan ki sathrakta mulyon mein hi nihit hai. Mulya manav, samaj aur rashtra mein ekta lane ka mahatvapurna karya karte hai or manav mein vyaktigat swarthparatva se upar uthakar samagr manav samaj ke kalyanathar prerit bhi karte hai. Adhunik yug ke badalte parivesh mein mulyon ka sanrakshan aur parikshan ati avashyak hai. Ikkisvi sadi ke upanyason mein parivartit mulyon ke karan utpann sangharshmayi sthitiyon ka varnan samakalin lekhikakon ne kiya hai. Mihila lekhikaon ne apne upanyason mein paramparagat mulyon ko asvikar karte hue vartaman mulyon mein ho rahe parivartan ko na keval svikar kiya hai balki navin mulyon ko bhi sthapit karne ke liye samajik jeevan ko aadhar banaya hai. Is shodh parbandh dwara samaj mein manaviya mulyon ke badalte roop ko ujagar karne ka prayas kiya gaya hai. Uttaraadunikta ke parinamasvaroop utpann akelapan, ajnabipan, swarthparatata, berojgari, rinngrastata, manav ki atmand#311;endrit pravritti evam kuntha ke phalasvaroop samaj mein mulya vighatan ko abhivyakt karne ke liye us adhunik mulya bodh ko bhi rekhaankit karne ka prayas kiya gaya hai, jo samay ki mang hai aur manav jeevan ki behtari evam vikas ke liye ati avashyak hai.quot newline
Pagination: xxv, 439p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/572660
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdf.pdfAttached File46 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf1.57 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter 1.pdf720.7 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter 2.pdf530.18 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter 3.pdf387.8 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter 4.pdf657.41 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter 5.pdf688.69 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter 6.pdf672.17 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter 7.pdf495.47 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter 8.pdf295.75 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter 9.pdf351.49 kBAdobe PDFView/Open
12_chapter 10.pdf170.07 kBAdobe PDFView/Open
13_annexures.pdf490.22 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf215.47 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: