Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/562863
Title: Shreeram parihar ke nibandh sahitya mein bhartiyata
Researcher: Arun Kumar
Guide(s): Ashok Kumar
Keywords: Bhaarateeyata athva paribhaasha
Raajaneetik aarthik saanskritak daarshanik evam vaichaarik aayaam
Svaroop evam avadhaarana
Vikaas parampara
University: Panjab University
Completed Date: 2023
Abstract: Shodh prabandh ka mool vishay Shreeram Parihar Ke Nibandh Sahitya Mein Bhartiyata hai. Vishleshnatamak drishti se shreeram parihar ke nibandh sahitya mein bhartiyata ke mool tatvon kee pahchan kar unhe vishleshit kiya gaya hai. Iske antragat bhartiyata ka arth, paribhasha, bhartiyata ka swaroop evn avdharna, bhartiyata kee vikas parampra evn iske rajnitik, aarthik, samajik tatha darshnik aayamon ko vishlehsit kiya gya hai. Shreeram parihar ka nibandh sahitya bhartiyata ke mool tatvon yatha satya, ahinsa, asteya, akatm manavtavad, adhyatm, dharm tatha Darshan se otprot hai. Shreeram parihar ke sahitya ke anusheelan se Pathak ko bhartiyata ke siddhanton se parichaya milta hai. Bhartiyta ek grand indian narrative hai jiske prachar evn prasar kee mahati aavshyakta hai. Shreeram parihar ka nibandh sahitya is sandarbh men mahatvpurn bhumika nibhata hai. newline
Pagination: 260p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/562863
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File370.94 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf1.11 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf334.35 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf508.5 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf286.89 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf363.46 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf378.28 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf441.11 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf377.18 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf204.28 kBAdobe PDFView/Open
11_annexures.pdf232.56 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf575.35 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: