Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/556627
Full metadata record
DC FieldValueLanguage
dc.coverage.spatialHindi literature
dc.date.accessioned2024-04-04T06:27:35Z-
dc.date.available2024-04-04T06:27:35Z-
dc.identifier.urihttp://hdl.handle.net/10603/556627-
dc.description.abstractShodh prabandh ka mool vishay quotSharankumar Limbale ke sahitya mein Dalit-Vimarsh hai. Sahitya mein dalit vimarsh ka udhhesya daliton ki vedna, peeda aur vyatha ko smaj ke samksh rkhna ttha sath hi dalit varg ke man mein jagrukta paida karna, unmen apne astitav raksha ki bhavna ko jagrat krna. vartman mein sahitya, shiksha, vigyan evam rajniti ityadi kshetron mein dalit vimarsh apne shirish sthan par hai. Dalit sahitykaron mein sharankumar linmbale ka mahtvpurn sthan hai.Aaj sharankumar linmbale ka katha sahitya anek bhashaon mein anudit hokar vaishvik istar par prkashit ho rha hai evam iska pathan paathan bhi ho rha hai. Vah daliton ke vishmtamay jeevan ko samtaamay aur manviya bnana chahte hain.unki kathayen samajik pratibadhta ko spasht krti hai,daliton ko yugon yugon se gulam bnane vali smaj vyvastha ke bhagyvad aur dharm stta ka nkar hai. Sharankumar linmbale ke sahitya ke mool mein dalit varg ki samajik ttha mansik samsyayen maujod hain.unhonne daliton ki vishmta ki aur bhartiya smaj ka dhyan hi nahin,balki pure vishv smaj ka dhyan akarshit kiya hai.sharankumar linmbale marathi dalit sahitya ke pratishthit hastakshar hain. Inke sahitya mein jhan dalit varg ke soshan,apman,vightan aadi ko chitrit kiya gya hai vhin unhonne dalit paatron main aai jagrukta ttha unke krantikari roop ko bhi apne sahitya mein rekhankit kiya hai.unke dalit paatron ka vidroh dharmik roodiyon,samajik vyvastha,dhoshpurn arthvyvastha ttha un sabhi vyvasthaon ke prati hai jo jati,nasal,rang,varn ke bhedbhav se sanchalit hai.vah murti puja,bhagy bhagvan,avtarvad ttha dharm granthon ko nakarta hai ttha samta,swtantrta,bandhuta v nyaya ko sthapit krna chahta hai. newline
dc.format.extentxi, 306p.
dc.languageHindi
dc.relation-
dc.rightsuniversity
dc.titleSharan Kumar limbale ke sahitya mein dalit vimarsh
dc.title.alternative
dc.creator.researcherBhandari, Deepa
dc.subject.keywordDalit Chetna
dc.subject.keywordDalit Vimarsh
dc.subject.keywordJagriti Evam
dc.subject.keywordKranti Ke Swar Patron Ke
dc.subject.keywordSandharbh
dc.subject.keywordSharan Kumar Limbale
dc.subject.keywordVirodh, Vidroh
dc.description.noteAppendix 292-298p. Bibliography 299-306p.
dc.contributor.guideSood, Neerja
dc.publisher.placeChandigarh
dc.publisher.universityPanjab University
dc.publisher.institutionDepartment of Hindi
dc.date.registered2015
dc.date.completed2023
dc.date.awarded2025
dc.format.dimensions-
dc.format.accompanyingmaterialCD
dc.source.universityUniversity
dc.type.degreePh.D.
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File148.35 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf2.07 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf254.89 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf441.96 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf434.87 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf352.68 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf223.88 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf211.46 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf247.12 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf212.73 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter9.pdf235.03 kBAdobe PDFView/Open
12_chapter10.pdf202.2 kBAdobe PDFView/Open
13_annexures.pdf2.06 MBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf276.43 kBAdobe PDFView/Open


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: