Please use this identifier to cite or link to this item:
http://hdl.handle.net/10603/556627
Title: | Sharan Kumar limbale ke sahitya mein dalit vimarsh |
Researcher: | Bhandari, Deepa |
Guide(s): | Sood, Neerja |
Keywords: | Dalit Chetna Dalit Vimarsh Jagriti Evam Kranti Ke Swar Patron Ke Sandharbh Sharan Kumar Limbale Virodh, Vidroh |
University: | Panjab University |
Completed Date: | 2023 |
Abstract: | Shodh prabandh ka mool vishay quotSharankumar Limbale ke sahitya mein Dalit-Vimarsh hai. Sahitya mein dalit vimarsh ka udhhesya daliton ki vedna, peeda aur vyatha ko smaj ke samksh rkhna ttha sath hi dalit varg ke man mein jagrukta paida karna, unmen apne astitav raksha ki bhavna ko jagrat krna. vartman mein sahitya, shiksha, vigyan evam rajniti ityadi kshetron mein dalit vimarsh apne shirish sthan par hai. Dalit sahitykaron mein sharankumar linmbale ka mahtvpurn sthan hai.Aaj sharankumar linmbale ka katha sahitya anek bhashaon mein anudit hokar vaishvik istar par prkashit ho rha hai evam iska pathan paathan bhi ho rha hai. Vah daliton ke vishmtamay jeevan ko samtaamay aur manviya bnana chahte hain.unki kathayen samajik pratibadhta ko spasht krti hai,daliton ko yugon yugon se gulam bnane vali smaj vyvastha ke bhagyvad aur dharm stta ka nkar hai. Sharankumar linmbale ke sahitya ke mool mein dalit varg ki samajik ttha mansik samsyayen maujod hain.unhonne daliton ki vishmta ki aur bhartiya smaj ka dhyan hi nahin,balki pure vishv smaj ka dhyan akarshit kiya hai.sharankumar linmbale marathi dalit sahitya ke pratishthit hastakshar hain. Inke sahitya mein jhan dalit varg ke soshan,apman,vightan aadi ko chitrit kiya gya hai vhin unhonne dalit paatron main aai jagrukta ttha unke krantikari roop ko bhi apne sahitya mein rekhankit kiya hai.unke dalit paatron ka vidroh dharmik roodiyon,samajik vyvastha,dhoshpurn arthvyvastha ttha un sabhi vyvasthaon ke prati hai jo jati,nasal,rang,varn ke bhedbhav se sanchalit hai.vah murti puja,bhagy bhagvan,avtarvad ttha dharm granthon ko nakarta hai ttha samta,swtantrta,bandhuta v nyaya ko sthapit krna chahta hai. newline |
Pagination: | xi, 306p. |
URI: | http://hdl.handle.net/10603/556627 |
Appears in Departments: | Department of Hindi |
Files in This Item:
File | Description | Size | Format | |
---|---|---|---|---|
01_title.pdf | Attached File | 148.35 kB | Adobe PDF | View/Open |
02_prelim pages.pdf | 2.07 MB | Adobe PDF | View/Open | |
03_chapter1.pdf | 254.89 kB | Adobe PDF | View/Open | |
04_chapter2.pdf | 441.96 kB | Adobe PDF | View/Open | |
05_chapter3.pdf | 434.87 kB | Adobe PDF | View/Open | |
06_chapter4.pdf | 352.68 kB | Adobe PDF | View/Open | |
07_chapter5.pdf | 223.88 kB | Adobe PDF | View/Open | |
08_chapter6.pdf | 211.46 kB | Adobe PDF | View/Open | |
09_chapter7.pdf | 247.12 kB | Adobe PDF | View/Open | |
10_chapter8.pdf | 212.73 kB | Adobe PDF | View/Open | |
11_chapter9.pdf | 235.03 kB | Adobe PDF | View/Open | |
12_chapter10.pdf | 202.2 kB | Adobe PDF | View/Open | |
13_annexures.pdf | 2.06 MB | Adobe PDF | View/Open | |
80_recommendation.pdf | 276.43 kB | Adobe PDF | View/Open |
Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).
Altmetric Badge: