Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/549391
Title: Krishna Agnihotri ke upanyason mein nari vimarsh
Researcher: Anuradha Kumari
Guide(s): Josh, RajinderPal Singh
Keywords: Hindi
Nari
Upanyas
Viamrsh
University: Panjab University
Completed Date: 2022
Abstract: Nari vimarsh ka uday istri ki girti hui sthiti ko sudhaarne tatha purush sattatmk samaaj ki bediyon se mukt karwaane ke liye hua. Vaastav mein jab nari ki dashaa aur sthiti par vichaar vimarsh, vaad-vivaad ya bahas ki jaane lgi taaki uski samsyaon ko suljhaya ja sake tab nari vimarsh kendr mein aa gya. Prastut shodh prabandh ke antargat Krishna Agnihotri ke upanyason ka adhyyan nari vimarsh ke vibhinn aayamon ke Anuroop kiya gya hai. Nari- vimarsh ke madhyam se unke jeevan ki prtyek smsya ko visleshan ka vishy baaya gaya hai. Nari ka samajik, rajnetik, arthikaurshaikshnik shoshankis prakar kiya jata raha hai aur nari nesangharsh ka maarg apna kar kis prakar swyam ko sashakt karne ke pryaas kiye hain. Shoshan, sangharsh tatha sashaktikaran in teenon aayamon ka bhi gahan adhyyan kiya gaya hai. Is shodh prabandh ke madhyam se krishna Agnihotri ke upanyason me nari ke vibhinn roopon mein chitrit nari vimarsh ko udghatit karne ke sath sath unki vichaardhara se prabudh Pathak varg ko parichit karwana bhi hai. newline
Pagination: v, 319p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/549391
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_tilte.pdfAttached File90.66 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf5.2 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf624.89 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf780.25 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf656.28 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf930.26 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf1.28 MBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf667.27 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf597.06 kBAdobe PDFView/Open
10_annexures.pdf19.52 MBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf559.58 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: