Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/549388
Full metadata record
DC FieldValueLanguage
dc.coverage.spatialHindi literature
dc.date.accessioned2024-03-06T11:08:10Z-
dc.date.available2024-03-06T11:08:10Z-
dc.identifier.urihttp://hdl.handle.net/10603/549388-
dc.description.abstractSamajik Chetna manav ko manushyata ke path par anvarat chalte rahne aur doosron ko bhi us marg ka anusaran karne ki prerna dene vala ek kushal madhyam hai. Sahitya ka mukhya karm samaj ki vibhin pravritiyon ko yatharth roop mein abhivyakt kar manushya ke sarvangeen vikas mein sahayak hona hai. Chandrakant Devtale samaj mein vyapt arthik vishamta, asmanta, jativad, rajnitik bhrashtachar, sampradayikta, poonjivadi vyavstha ke khilaf janmat sangrah khada karne mein nishchit taur par safal rahe hain, jisse samajik chetna ka vikas hua hai. Chandrkant Devtale ki kavita mein samay aur sandarbh ke sath talluk rakhne vali sabhi samajik, rajnitik, sanskritik pravritiyan sma gai hain. Unki kavitaon mein jivan ke prati ek aho bhav dikhai deta hai, jo hamein sangharshon se ladna sikhata hai. Unhone jivan roopi virat falak par samajik jivan ki anubhootiyon ke yatharth roop ko chitrit kiya hai. Unhone manviya rishton evam samajik sarokaron ke gahre pakshon ko apni kavita mein vishisht shaili mein likha hai. Unhone samaj mein vyapt bhrashtachar, rajnitik swarth, vyaktigat swarth aur dharmik andhvishvas ka yatharth chitran kiya hai. Unka rachna sansar sidhe taur par samajik jivan ke sath juda hua hai. Smajik chetna Unke sahitya ka mool swar hai. newline
dc.format.extentxiii, 440p.
dc.languageHindi
dc.relation-
dc.rightsuniversity
dc.titleChandrakant Devtale ke kavya me samajik chetna
dc.title.alternative
dc.creator.researcherVidyanand
dc.subject.keywordChetna
dc.subject.keywordKavya
dc.subject.keywordRajnitik
dc.subject.keywordSamajik
dc.subject.keywordSamkaleen
dc.description.noteBibliography 429-440p.
dc.contributor.guideMinhas, Sukhdev Singh
dc.publisher.placeChandigarh
dc.publisher.universityPanjab University
dc.publisher.institutionDepartment of Hindi
dc.date.registered2017
dc.date.completed2023
dc.date.awarded2024
dc.format.dimensions-
dc.format.accompanyingmaterialCD
dc.source.universityUniversity
dc.type.degreePh.D.
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_ title.pdfAttached File207.09 kBAdobe PDFView/Open
02_ prelim pages.pdf1.64 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf666.41 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf827.02 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf816.21 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf1.21 MBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf994.31 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf896.41 kBAdobe PDFView/Open
09_annexures.pdf7.08 MBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf705.51 kBAdobe PDFView/Open


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: