Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/547818
Full metadata record
DC FieldValueLanguage
dc.coverage.spatialHindi literature
dc.date.accessioned2024-02-27T09:37:25Z-
dc.date.available2024-02-27T09:37:25Z-
dc.identifier.urihttp://hdl.handle.net/10603/547818-
dc.description.abstractShodh prabandh ka mool vishy Divik Ramesh Ke Sahitya Mein Baal Sarokaar hai. Baal Sarokaar ke aadhar par bachhon ke Jeevan ka Adhyayan karne ke liye divik Ramesh ke sahity ko aadhar banaya gaya hai. Iske antargat baal sahitya ka arth, paribhasha evam swroop, baal sarokaar ka arth sapashtikaran, baal chintan parmpara, baal sahity aur aayuvrg, baal sarokaaron ke vividh aayaam jaise baal manovigyan ke antrgat Jigyasa, Kalpana, baal sanveg, srinatmakata, anukaran, manoranjan, baal newlinesansaar ke antrgat parivar, paas pados, Vidyalaya, mirta mandali evam prani jagat rashtriya sarokaar ketargat sanskritik virasat, Rashtra prem, ekta evm sadbhawna, etihasik priprekshya, rajnitik privesh, gramin jeevn, aadhuniktabodh ke antargat privartit jeevnshaili, mahanagriy jeevn ka ytharth, paryavarn sanrakshan, Vigyan evam soochna praudgiki ke prti jaagrukta, badalte jeevn mulya, baal cintan evam chintaon ke antargat ekakipan, abhibhavkon ki asimit apekshaen evam bojhil shiksha prnali, lingbhed, yaunshoshan, baalshram, baal apraadh, nirdhnata evam ashiksha, mahngayi, nashavriti, yuddh evam aatankvaad, suchna praudgiki ke dushprbhav ka vishleshnatmak chintan kiya gaya hai. Divik Ramesh ne apne sahitya ke madhyam se baal jeevan se sambandhit vibhinn sarokaaron ko udghatit karne ka pura pryaas kiya hai jismein baalak ke jeevn aur uski samsyaon ka sukshmta se vishleshan kiya gaya hai. Divik Ramesh ka sahitya baalak se jude sabhi mahatvpurn sarokaaron ko Kendra mei rakhte hue uski dasha ko pathkon samksh lane ka karya bakhoobi karta hai. Iske sath hi balak ke mitra ki bhanti samajh sanjha karte hue use Jeevan ki vidrooptaon se joojhne ki shakti bhi prdan kar raha hai. Divik Ramesh ke sahity mei baal sarokaaron par yeh shodh kaarya nishchit hi baalk ke jeevn ko ek skaratmak disha prdaan karega. newline newline
dc.format.extentxii, 371p.
dc.languageHindi
dc.relation-
dc.rightsuniversity
dc.titleDivik ramesh ke sahitya mein baal sarokaar
dc.title.alternative
dc.creator.researcherSharma, Deepshikha
dc.subject.keywordAdhuniktabodh
dc.subject.keywordBaal chintan avm chintaye
dc.subject.keywordBaal manovigyan
dc.subject.keywordBaal sarokaar
dc.subject.keywordRashtra
dc.description.noteAnnexure 348-355p. Bibliography 356-371p.
dc.contributor.guideSood, Neerja
dc.publisher.placeChandigarh
dc.publisher.universityPanjab University
dc.publisher.institutionDepartment of Hindi
dc.date.registered2016
dc.date.completed2023
dc.date.awarded2024
dc.format.dimensions-
dc.format.accompanyingmaterialCD
dc.source.universityUniversity
dc.type.degreePh.D.
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File84.44 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf1.06 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf406.94 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf1.2 MBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf846.84 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf737.9 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf650.62 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf886.43 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf806.43 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf695.87 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter10.pdf325.91 kBAdobe PDFView/Open
12_annexures.pdf368.32 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf314.27 kBAdobe PDFView/Open


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: