Please use this identifier to cite or link to this item:
http://hdl.handle.net/10603/547818
Title: | Divik ramesh ke sahitya mein baal sarokaar |
Researcher: | Sharma, Deepshikha |
Guide(s): | Sood, Neerja |
Keywords: | Adhuniktabodh Baal chintan avm chintaye Baal manovigyan Baal sarokaar Rashtra |
University: | Panjab University |
Completed Date: | 2023 |
Abstract: | Shodh prabandh ka mool vishy Divik Ramesh Ke Sahitya Mein Baal Sarokaar hai. Baal Sarokaar ke aadhar par bachhon ke Jeevan ka Adhyayan karne ke liye divik Ramesh ke sahity ko aadhar banaya gaya hai. Iske antargat baal sahitya ka arth, paribhasha evam swroop, baal sarokaar ka arth sapashtikaran, baal chintan parmpara, baal sahity aur aayuvrg, baal sarokaaron ke vividh aayaam jaise baal manovigyan ke antrgat Jigyasa, Kalpana, baal sanveg, srinatmakata, anukaran, manoranjan, baal newlinesansaar ke antrgat parivar, paas pados, Vidyalaya, mirta mandali evam prani jagat rashtriya sarokaar ketargat sanskritik virasat, Rashtra prem, ekta evm sadbhawna, etihasik priprekshya, rajnitik privesh, gramin jeevn, aadhuniktabodh ke antargat privartit jeevnshaili, mahanagriy jeevn ka ytharth, paryavarn sanrakshan, Vigyan evam soochna praudgiki ke prti jaagrukta, badalte jeevn mulya, baal cintan evam chintaon ke antargat ekakipan, abhibhavkon ki asimit apekshaen evam bojhil shiksha prnali, lingbhed, yaunshoshan, baalshram, baal apraadh, nirdhnata evam ashiksha, mahngayi, nashavriti, yuddh evam aatankvaad, suchna praudgiki ke dushprbhav ka vishleshnatmak chintan kiya gaya hai. Divik Ramesh ne apne sahitya ke madhyam se baal jeevan se sambandhit vibhinn sarokaaron ko udghatit karne ka pura pryaas kiya hai jismein baalak ke jeevn aur uski samsyaon ka sukshmta se vishleshan kiya gaya hai. Divik Ramesh ka sahitya baalak se jude sabhi mahatvpurn sarokaaron ko Kendra mei rakhte hue uski dasha ko pathkon samksh lane ka karya bakhoobi karta hai. Iske sath hi balak ke mitra ki bhanti samajh sanjha karte hue use Jeevan ki vidrooptaon se joojhne ki shakti bhi prdan kar raha hai. Divik Ramesh ke sahity mei baal sarokaaron par yeh shodh kaarya nishchit hi baalk ke jeevn ko ek skaratmak disha prdaan karega. newline newline |
Pagination: | xii, 371p. |
URI: | http://hdl.handle.net/10603/547818 |
Appears in Departments: | Department of Hindi |
Files in This Item:
File | Description | Size | Format | |
---|---|---|---|---|
01_title.pdf | Attached File | 84.44 kB | Adobe PDF | View/Open |
02_prelim pages.pdf | 1.06 MB | Adobe PDF | View/Open | |
03_chapter1.pdf | 406.94 kB | Adobe PDF | View/Open | |
04_chapter2.pdf | 1.2 MB | Adobe PDF | View/Open | |
05_chapter3.pdf | 846.84 kB | Adobe PDF | View/Open | |
06_chapter4.pdf | 737.9 kB | Adobe PDF | View/Open | |
07_chapter5.pdf | 650.62 kB | Adobe PDF | View/Open | |
08_chapter6.pdf | 886.43 kB | Adobe PDF | View/Open | |
09_chapter7.pdf | 806.43 kB | Adobe PDF | View/Open | |
10_chapter8.pdf | 695.87 kB | Adobe PDF | View/Open | |
11_chapter10.pdf | 325.91 kB | Adobe PDF | View/Open | |
12_annexures.pdf | 368.32 kB | Adobe PDF | View/Open | |
80_recommendation.pdf | 314.27 kB | Adobe PDF | View/Open |
Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).
Altmetric Badge: