Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/546365
Title: Ikkisavin sadi ke Hindi upanyason mein aadivasi vimarsh
Researcher: Kalyan, Alka
Guide(s): Rawat, Yojna
Keywords: Aadivasi
Asmita
Astitva
Sahitya
Sanskriti
University: Panjab University
Completed Date: 2023
Abstract: Uttar Aadhunikta ke daur mein smaaj aur sahitya dono mein kafi teji se badlaav ho rhe hain. Sahitya ke kshetra mein naye vimarshon ko jgha mil rhi hai. Hindi sahitya beete kuch dashkon mein samaveshi prakriti ka bna hai. Jisse sahitya mein vibhinn bhashaon evm boliyon ke shabad, vichar, shaili ko grehan kia hai ttha gair Hindi smaaj ki sanskriti, rehn sehn, bhugol, smasyaaen aadi bhi sahitya ke madhyam se mukhur hokar prastut Hui hai. Sabse mhatavpooran yh hai ki naye vimarshon ki badaulat ab tak hashiye mein padi smaaj ki anek ikaayian sahityik rachnaayon ka kendriya vishay ban gyi. Hindi sahitya mein aadivasi vimarsh par aadharit kritiyaan bhi isi parivartan ki den hai. Prastut shodh prabandh mein ikkisavin Sadi mein rachit Hindi upanyaason ko aadhar bnaya gya hai. Ikkisavin Sadi ko do priprekshy mein dekha ja skta hai. Pehla priprekshy samay kaal se sndrbhit hai ttha dusra priprekshy samay ke sath aadivasiyon mein siksha evm rajnitik vikas ke kaaran aaye saamajik, shaikshik ttha aarthik, rajnitik badlaav se hai. Yh badlaav aadivasiyon ne apne sangharsh se gadhe. Jahan aadivasi sikshit hone Lage the aur sahityik rachnaayen krne lage the. Ikkisavin Sadi mein unhe Hindi sahitya mein pramukhta Milne lagi. newline
Pagination: vii, 315p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/546365
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File137.85 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf1.43 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf317.97 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf303.49 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf190.52 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf467.89 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf438.72 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf532.23 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf147.84 kBAdobe PDFView/Open
10_annexures.pdf268.43 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf210.83 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: