Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/545752
Full metadata record
DC FieldValueLanguage
dc.coverage.spatialHindi literature
dc.date.accessioned2024-02-19T04:49:13Z-
dc.date.available2024-02-19T04:49:13Z-
dc.identifier.urihttp://hdl.handle.net/10603/545752-
dc.description.abstractMulyon ke bina vyakti aur samaj ki kalpana nahi ki ja sakti hai, kyonki manav jeevan ki sathrakta mulyon mein hi nihit hai. Mulya manav, samaj aur rashtra mein ekta lane ka mahatvapurna karya karte hai or manav mein vyaktigat swarthparatva se upar uthakar samagr manav samaj ke kalyanathar prerit bhi karte hai. Adhunik yug ke badalte parivesh mein mulyon ka sanrakshan aur parikshan ati avashyak hai. Ikkisvi sadi ke upanyason mein parivartit mulyon ke karan utpann sangharshmayi sthitiyon ka varnan samakalin lekhikakon ne kiya hai. Mihila lekhikaon ne apne upanyason mein paramparagat mulyon ko asvikar karte hue vartaman mulyon mein ho rahe parivartan ko na keval svikar kiya hai balki navin mulyon ko bhi sthapit karne ke liye samajik jeevan ko aadhar banaya hai. Is shodh parbandh dwara samaj mein manaviya mulyon ke badalte roop ko ujagar karne ka prayas kiya gaya hai. Uttaraadunikta ke parinamasvaroop utpann akelapan, ajnabipan, swarthparatata, berojgari, rinngrastata, manav ki atmand#311;endrit pravritti evam kuntha ke phalasvaroop samaj mein mulya vighatan ko abhivyakt karne ke liye us adhunik mulya bodh ko bhi rekhaankit karne ka prayas kiya gaya hai, jo samay ki mang hai aur manav jeevan ki behtari evam vikas ke liye ati avashyak hai.quot newline
dc.format.extentviii, 320p.
dc.languageHindi
dc.relation-
dc.rightsuniversity
dc.titleIkkisvi sadi ke mahila upanyaskaro ke upanyaso mein mulya bodh
dc.title.alternative
dc.creator.researcherKanchan
dc.subject.keywordAlgaav
dc.subject.keywordEkakipan
dc.subject.keywordMulya bodh
dc.subject.keywordUpanyas
dc.subject.keywordVaishvikaran
dc.description.noteBibliography 315-320p.
dc.contributor.guideRawat, Yojna
dc.publisher.placeChandigarh
dc.publisher.universityPanjab University
dc.publisher.institutionDepartment of Hindi
dc.date.registered2019
dc.date.completed2023
dc.date.awarded2024
dc.format.dimensions-
dc.format.accompanyingmaterialCD
dc.source.universityUniversity
dc.type.degreePh.D.
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File137.03 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf792.75 kBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf142.74 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf334.19 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf346.91 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf370.48 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf367.14 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf316.63 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf381.76 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf339.4 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter9.pdf141.18 kBAdobe PDFView/Open
12_annexures.pdf129.91 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf196.17 kBAdobe PDFView/Open


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: