Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/542184
Title: Ratna Kumar sambhariya ki kahaniyon ka kathhya evam shilp
Researcher: Neelam
Guide(s): Ashok Kumar
Keywords: Antarjagat
Bahirjagat
Kathhya
Samajdrashta
Shilp
University: Panjab University
Completed Date: 2023
Abstract: Ratnakumar Sambhariya Ki kahaniyan samaj ke uss varg ko chitrit karti hain, jo haashiye par hain, kisan hain, stree hain, dalit hain aur samaj ke anya vargon se sambandhit hain jaise vridh aur divyang log. Samaj ke vyapak kshetron se sambandhit kahaniyon aur usme paatron ke sahas aur jeevat ko Sambhariya ne apni kahaniyon mein darshaya hai. Kahaniyon me paatr mool roop se dhan ke abhaav mein jeewan yaapan karte Hain.Unme jijivisha dekhne ko milti hai aur ve rote hue samaj ke uchh varg dwara kiya gaya shoshan sehtenahin.Veshoshanka moonh tod jawab dete Hain. Yahi kahaniyon ka katthya hai aur shilp ki drishti se dekha jaye to kahaniyon me bhasha, shaili, paatr, uddeshya, samvad, kathanak ityadi ka vishesh roop se varnan kiya gaya hai jo iss shodh prabandh ka saiddhantik paksh hai. Iss shodh prabandh ke saat adhyayon me Ratnakumar Sambhariya ki kahaniyon ka katthya aur shilp dikhaya gaya hai jiske antargat katthya ke sarokaar Antar jagat aur Bahir jagat ke bare mein ullekh kiya gaya hai. Kahaniyon me patron ke bheetar Chetna, sangharsh, swabhiman aur anyay ke viruddhpratikaar keswaron kachitran kiyagayahai.Unke paatr dayakibheekh maangtehuegidgidatenahin,rotenahinveek khaas jeewatledhanihain josamaj mein kranti laana jaante Hain. Yeh shodh prabandh unke katthya aur shilp ko darshata hai tatha rachna paksh ke kayinaye pratiman drishtigochar karta hai. Ratnakumar Sambhariya ka sahitya samaj ko shoshan mukt tatha samaan adhikaron se yukt banane ka ek uchha prayas hai. newline
Pagination: viii, 319p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/542184
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File297.08 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf1.51 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf928.22 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf1.46 MBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf1.13 MBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf1.04 MBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf1.01 MBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf1.29 MBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf889.92 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf1.01 MBAdobe PDFView/Open
11_annexures.pdf2.57 MBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf1.31 MBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: