Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/542040
Title: Uttar aadhunikta ki sahitya drishti se Alka Sarawagi ka katha
Researcher: Nisha Rani
Guide(s): Rawat, Yojna
Keywords: Aarthikta
Dharmikta
Sanskritikta
Upnayas
Vyakti vighatan
University: Panjab University
Completed Date: 2023
Abstract: Alka sarawagi ka katha sahitya ucchkoti ka sahitya hai. Inhone apne lekhna dawara hindi katha sahitya mai bharat ki uttar aadhunik paristhitiyon ko ujagar kiya hai. Inke katha sahitya mai vartmaan ke badlate samajik privesh mai manushya ke vyavhar ko darshya hai ki kis prkar vartmaan mai aarthtantar ke karan manushya ki bhavnaye parivartit hoti dikhai de rahi hai. Jisne manav mulyon ko bhi parbhavit kiya hai. Inhone apne katha sahitya mai vartmaan ki raajnitik privesh ki bdlati paristhitiyon ko ubhara hai ki kis prkaar vaishvik raajnitik parivartan ke kaarn satta ka vikendrikaran hone laga hai gathbandhan ki sarkaare aana kshetriye raajniti ko pradrashiit krta hai. Inke aarthik privesh main uddarikaran privriti se bharat main videshi companiya lagaatar apna prabhutav sthapit kr rhi hai jisse manav nitye aarthtantar ki or bdhta hua dikhai de rha hai. Upbhogtavaadi Sanskriti ke karaan vartmaan main berojgari or nirdhanta ki pristhitiya paidaa hui hai. Isi tarah inhone apne katha sahitya main sanskritik or dharmik privesh main bdlte dharmik mulyon or sanskritik mulyo ko ubhara hai ki pashmikarn ke karan bhartiya sanskriti badalti hui dikhai de rhi hai. Inka katha sahitya uttar aadhunik daur main bhartiya samaj ka jivant evam yatharth chittran ko prastut krta hai. newline
Pagination: 290p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/542040
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File132.01 kBAdobe PDFView/Open
02_plem pages.pdf851.89 kBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf151.61 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf502.93 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf212.67 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf368.49 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf357.91 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf337.21 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf327.66 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf132.85 kBAdobe PDFView/Open
11_annexures.pdf718.29 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf176.92 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: