Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/540757
Full metadata record
DC FieldValueLanguage
dc.coverage.spatialHindi literature
dc.date.accessioned2024-01-22T09:39:16Z-
dc.date.available2024-01-22T09:39:16Z-
dc.identifier.urihttp://hdl.handle.net/10603/540757-
dc.description.abstractYatharthwadi sahiya mein kisi kaal vishesh ke yatharth ki abhivykti hoti hai. Partyek kalkhand mein paristhitiyan badlati rahti hai. Sahitya yatharth ke dharatal par jitna dridh hoga,vah utana hi samaj ki gahrayiyon se juda hoga.Sahitya srijan mein yatharth chitaran ek jatil kary hai.Yatharth ke antrgat manav jiwan se jude prtyek pahlu ko sammlit kiya jata hai. Sahity ke maadhyam se samaj ke yatharth ka anek roopo mein uddhghatan hua hain. Asha-nirasha ,harsh-vishad, amiri-garibi, priti-ghrina aadi samaj ki yatharthta ke vividh roop hai. yathrth sahitya ka sambndh jiwan ki gatishilata se hai.Nirantar prawahymaan tattv mein hi yatharth ke tatv vidhymaan rahte hai.Yatharth ke antrgat yug our samaj ka dastawej hota hai. Joki yatharthwadi sahitya ka pramukh astr hai.pathak varg ko samajik samsyaon ke prti jagruk kar unmein vrtman dashao ke prti vidroh jagakar unhen vanchit dishaon mein agrsar karne wala sahitykar hi sachhcha yatharthwadi sahityakar hai.shaitya ka uddeshy samaj ko shresth our sundr banana hai. Satya,shivam or sundr ka samavesh sahitya ko shreshth bnata hai. Hindi sahitya mein anekon aise sahitykar hai jinhone apne sahitya srijan mein yatharthwadi drishtikon apnakar samaj ke katu yatharth se pathak varg ko parichit karwaya hai.Samkalin sahitykaro mein agrani lekhak dr. Gyan chaturvedi aisa hi naam hai.unhone apne sahitya mein samajik, rajnitik,dharmik,aarthik,sanskritik, shiakshik evm sahityik paksho ka yatharth chitarn atyant gahanata ,samvednatamk or kalatamak prodhta ke sath kiya haiGyan chturvedi ke sahitya par shodh kary ke mmadhyam se vrtaman samay ke es bhotiktawaadi yug mein yatharthwad ka udghatan kar ,naveen jiwan mulyon ki prtishtha karana tatha vaighyanik chintan v sujh ke adhar par samajik jiwan ke vastvik roop ka yatharth chitran karna mere es shodh ka udheshy hai. newline
dc.format.extentxiii, 435p.
dc.languageHindi
dc.relation-
dc.rightsuniversity
dc.titleGyan Chaturvedi ke sahitya mein yatharthwad
dc.title.alternative
dc.creator.researcherSharmila Devi
dc.subject.keywordMumuksha
dc.subject.keywordSamiksha
dc.subject.keywordSamkalin
dc.subject.keywordTatkalin
dc.subject.keywordYatharthwad
dc.description.noteAnnexure 414-424p. Bibliography 425-435p.
dc.contributor.guideMinhas, Sukhdev Singh
dc.publisher.placeChandigarh
dc.publisher.universityPanjab University
dc.publisher.institutionDepartment of Hindi
dc.date.registered2016
dc.date.completed2022
dc.date.awarded2024
dc.format.dimensions-
dc.format.accompanyingmaterialCD
dc.source.universityUniversity
dc.type.degreePh.D.
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File91.86 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf608.85 kBAdobe PDFView/Open
03_chapter1.pdf154.06 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter2.pdf551.81 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter3.pdf303.14 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter4.pdf395.26 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter5.pdf355.16 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter6.pdf362.45 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter7.pdf386.26 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter8.pdf405.32 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter9.pdf221.61 kBAdobe PDFView/Open
12_annexures.pdf2.59 MBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf318 kBAdobe PDFView/Open


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: