Please use this identifier to cite or link to this item:
http://hdl.handle.net/10603/531970
Title: | Chajjurama sastri krta parasuramadigvijaya evam Jagadisa Candra Sastri Krta parasuramavijaya mahakavyom ka tulanatmaka adhyayana |
Researcher: | Sandeep |
Guide(s): | Devi Singh |
Keywords: | Alankara-Chanda Bhasha-Shaili Guna Kathavastu Prakriti Chitrana Rasa Samskritika vivechana |
University: | Panjab University |
Completed Date: | 2022 |
Abstract: | Sanskrit sahitya main mahakavya ka pramukh sthana hai. Mahakavya lekhana ki es parampara main prachin kaviyon ki bhanti arvachin kaviyon ne bhi apni kritiyon ke madhyama se apni pratibha ka parichaya diya hai. Prastuta Shodh prabhandha main aadhunika kavi chajjurama shastri dwara rachit parashuramadigvijaya evam jagadish chandra dwara rachit parashuramavijaya mahakavyon ko Shodh prabandha ka vishaya rakha gaya hai. Yaha Shodh Prabandha bhumika our upasamhara ke atirikta cha adhyayon main vibhakta hai. Prathama Adhyaya main Aadhunika yugina Sanskrit kavyon main chajjurama shastri evam jagadish chandra shastri ka sthana evam unki shiksha tatha prastuta mahakavyon ke mahakavyatwa ka varnana kiya gaya hai. Dwitiya adhyaya main prastuta mahakavyon ki kathavastu evam patron ke charitrankana ka varnana kiya gaya hai. Tritiya adhyaya main bhasha shaili, alankara yojana evam chandoyojana ka varnana kiya gaya hai. Chaturtha Adhyaya main rasa yojana evam guna yojana ka varnana kiya gaya hai. Panchama Adhyaya main prakriti chitrana ka varnana kiya gaya hai. Shashtha Adhyaya main samajika paramparain, aarthik paramparain, dharmika paramparain evam rajanaitika paramparaon ka vistrita varnana kiya gaya hai. newline |
Pagination: | viii, 258p. |
URI: | http://hdl.handle.net/10603/531970 |
Appears in Departments: | Department of Sanskrit |
Files in This Item:
File | Description | Size | Format | |
---|---|---|---|---|
01_title.pdf | Attached File | 113.31 kB | Adobe PDF | View/Open |
02_prelim pages.pdf | 786.56 kB | Adobe PDF | View/Open | |
03_chapter1.pdf | 259.27 kB | Adobe PDF | View/Open | |
04_chapter2.pdf | 218.96 kB | Adobe PDF | View/Open | |
05_chapter3.pdf | 261.59 kB | Adobe PDF | View/Open | |
06_chapter4.pdf | 255.97 kB | Adobe PDF | View/Open | |
07_chapter5.pdf | 190.4 kB | Adobe PDF | View/Open | |
08_chapter6.pdf | 274.67 kB | Adobe PDF | View/Open | |
09_conclusion.pdf | 104.11 kB | Adobe PDF | View/Open | |
10_annexure.pdf | 104.07 kB | Adobe PDF | View/Open | |
80_recommendation.pdf | 211.29 kB | Adobe PDF | View/Open |
Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).
Altmetric Badge: