Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/471209
Title: Samajik chetna ke sandarbh mein Jagdish Chander aur Gurdyal Singh ke upanyason ka tulnatmak adhyayan
Researcher: Balram
Guide(s): Ashok Kumar
Keywords: Gurdyal Singh
Jagdish Chander
Samajik Chetna
Tulnatmak Adhyayan
Vividh Paksh
University: Panjab University
Completed Date: 2022
Abstract: Is Shodh-parbandh ko sat Adhyaye mein vibhajit kiya gaya hai. Pratham Adhyaye shodh parbandh ki rooprekha ko prastut karta hai. Is Adhyaye mein manushya ke karmik vikas ko darsate huye samajik chetna ke mahatav par parkash dala gaya hai. Dvitiya Adhyaye mein sedhantik paksh ko vishleshit kiya gaya hai. Samaj, Chetna v Samajik Chetna ka arth evam paribhashayen batate hua samajik chetna ke vividh pakshon-Rajneetik, Samajik, Arthik, Dharmic or sanskritik ko paribhashit karne ka pryas kiya gaya hai. Tritiya Adhyaye lekhkiye pripakshya se sambhandhit hai. Is Adhyaye mein Jagdish Chander tatha Gurdyal Singh ka jeevan prichiya dete huye unki sahitik yatra dikhaye gaye hai. Chaturth Adhyaye Jagdish Chander tatha Gurdyal Singh ke upnayason mein vayakat samajik chetna ka rajneetik paksh hai. Shodh-parbandh ka Pancham Adhyaye samaj mein riston ke yatharth savroop ko parkat karta hai. Shashtam Adhyaye mein arth ka dainik jeevan mein mehttv bataye gaya hai. Shoddh-parbandh ke Saptam Adhyaye ko do bhagon mein banta gaya hai. Pratham bhag mein dharmic paksh ko tatha dvitiya bhag mein sanskritik paksh ka vivechan huya hai. Nishkarshtya kaha ja sakta hai ke yeh Shodh-parbandh Jagdish Chander v Gurdyal Singh ke sahitya ka vyapak tulnatmak adhyayan parstut karta hai. newline
Pagination: vii, 452p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/471209
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title page.pdfAttached File199.41 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf1.43 MBAdobe PDFView/Open
03_chapter_01.pdf446.15 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter_02.pdf451.62 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter_03.pdf396.84 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter_04.pdf587.24 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter_05.pdf887.48 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter_06.pdf664.83 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter_07.pdf695.16 kBAdobe PDFView/Open
10_conclusion.pdf435.79 kBAdobe PDFView/Open
11_annexures.pdf1.31 MBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf635.22 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: