Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/464210
Title: Valmikiramayanokta vamsa eka adhyayana
Researcher: Ved Parkash
Guide(s): Alankar, V.K.
Keywords: Ikshvaku
Rajvansh
Ramayana
Valmiki
Vansh
University: Panjab University
Completed Date: 2021
Abstract: Vaidik sahitya ke pashchat laukik sahitya ka prachintama kavya Valmikiramayana hai. Vedon me manavmatra ke liye jis path par chalne ka upadesh hai , ramayana kee katha mein usi ka anusaran kiya gya hai. Manav sabhyata mein jaisi vyavastha ka palan karna chahiye uska upadesh ramakatha ke madhyam se manushyon ko prapt hota hai. Ati sankshep mein kaha jaye to Valmikiramayana bhi laukik sahitya ka veda hai. Prastut shodh prabandh mein aadikavi v ramayana ka vistrit parichaya dene ke pashchat mukhya daiv vanshon upadev vanshon tatha arsh vanshon ka varnan kiya gya hai. Kshatriya vanshon mein ekshavakav vansh mukhya hai jinse rajaon ka ramayana aur anya granthon ke anusar vistrit vivechan kiya gaya hai. Tatpashchat ekshvaketar rajaon jinme maithil rajavansh , vanara vansh aadi ka varnan kiya gaya hai. Aadikavi ne apne kavya me nadi-parvaton aur pashupakshiyon ka bhi varnan kiya hai jiske aadhar par kuch prakritik upadanon aur pashu-pakshiyon ka varnan bhi samanya roop se kiya gya hai. Anta mein aasur vansh va ramayana ke shesh patron ka vansh varnan va unka smanya parichay ka vivechan kiya gya hai. newline
Pagination: ix, 202p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/464210
Appears in Departments:Department of Sanskrit

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File96.52 kBAdobe PDFView/Open
02_prelim pages.pdf743.95 kBAdobe PDFView/Open
03_chapter_1.pdf223.09 kBAdobe PDFView/Open
04_chapter_2.pdf284.01 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter_3.pdf280.8 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter_4.pdf228.76 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter_5.pdf206.83 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter_6.pdf244.82 kBAdobe PDFView/Open
09_conclusion.pdf147.55 kBAdobe PDFView/Open
10_annexure.pdf118.98 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf239.17 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: