Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/401721
Title: Evam jagadisa candra sastri krta parasursmavijaya mahakavyom ka tulanatmaka adhyayana
Researcher: Sandeep
Guide(s): Devi Singh
Keywords: Alankara-Chanda
Bhasha-Shaili
Kathavastu
Prakriti Chitrana
Rasa, Guna
Samskritika vivechana
University: Panjab University
Completed Date: 2022
Abstract: Sanskrit sahitya main mahakavya ka pramukh sthana hai. Mahakavya lekhana ki es parampara main prachin kaviyon ki bhanti arvachin kaviyon ne bhi apni kritiyon ke madhyama se apni pratibha ka parichaya diya hai. Prastuta Shodh prabhandha main aadhunika kavi chajjurama shastri dwara rachit parashuramadigvijaya evam jagadish chandra dwara rachit parashuramavijaya mahakavyon ko Shodh prabandha ka vishaya rakha gaya hai. Yaha Shodh Prabandha bhumika our upasamhara ke atirikta cha adhyayon main vibhakta hai. Prathama Adhyaya main Aadhunika yugina Sanskrit kavyon main chajjurama shastri evam jagadish chandra shastri ka sthana evam unki shiksha tatha prastuta mahakavyon ke mahakavyatwa ka varnana kiya gaya hai. Dwitiya adhyaya main prastuta mahakavyon ki kathavastu evam patron ke charitrankana ka varnana kiya gaya hai. Tritiya adhyaya main bhasha shaili, alankara yojana evam chandoyojana ka varnana kiya gaya hai. Chaturtha Adhyaya main rasa yojana evam guna yojana ka varnana kiya gaya hai. Panchama Adhyaya main prakriti chitrana ka varnana kiya gaya hai. Shashtha Adhyaya main samajika paramparain, aarthik paramparain, dharmika paramparain evam rajanaitika paramparaon ka vistrita varnana kiya gaya hai. newline
Pagination: viii, 258p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/401721
Appears in Departments:Department of Sanskrit

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File113.31 kBAdobe PDFView/Open
02_certificates.pdf448.73 kBAdobe PDFView/Open
03_preface.pdf96.4 kBAdobe PDFView/Open
04_acknowledgement.pdf95.63 kBAdobe PDFView/Open
05_abbreviations.pdf79.38 kBAdobe PDFView/Open
06_contents.pdf87.69 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter1.pdf259.27 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter2.pdf218.96 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter3.pdf261.59 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter4.pdf255.97 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter5.pdf190.4 kBAdobe PDFView/Open
12_chapter6.pdf274.67 kBAdobe PDFView/Open
13_conclusion.pdf104.11 kBAdobe PDFView/Open
14_references.pdf104.07 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf211.29 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: