Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/364506
Title: Vartamana paripreksya mem smrtisastriya nyayavidhi eka adhyayana
Researcher: Pawan Kumar
Guide(s): Lakhvir Singh
Keywords: Dand
Nyayavidhi
Prakriya
Pramana
Smrti
University: Panjab University
Completed Date: 2021
Abstract: Bhartiya dharm pratipadak sahitya mein shrotsutr avm dharm sutro ke anntatr smritiyon ka vishesh sthan hai. Prstut shodhprabandh mein smritiyon mein mukhyataya manu,narad, yagyvalky, shukr avm vishnu aadi rishi pramanit smritiyon ka garhan kiya gya hai. Yeh shodh-prabandh bhumika avm upsahnar ke atirikit paanch adhyayon mein vibhajit hai. Pratham adhyay mein smriti sahitya ki parmpara ke saath vartman samya mein uski upyogita ka varnan kiya gya hai. Dwitiya adhyay mein smritikalin nyayalon v nyayadhishon ka vartman vidhi ke saath saangopaang saath varnan kiya gya hai. Tritiya adhyay mein smritikalin vivadon ke prakaron ka varnan krte hue vyavahar ke chatush paadon ka vishad varnan hai. Chaturth adhyay mein nyay prakriya ke antargat aane wale parmano ki vartman vidhi prakriya mein aane wale sakshyon ke saath tulna ki gyi hai. Pancham adhyay mein dand vidhan, kshmyaapradh v punrnivedan prakriya ka vivechan kiya gya hai. newline
Pagination: 277p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/364506
Appears in Departments:Department of Sanskrit

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File126.79 kBAdobe PDFView/Open
02_certificate.pdf622.78 kBAdobe PDFView/Open
03_acknowledgement.pdf219.07 kBAdobe PDFView/Open
04_abbreviations.pdf95.71 kBAdobe PDFView/Open
05_contents.pdf372.89 kBAdobe PDFView/Open
06_chapter1.pdf471.95 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter2.pdf576.62 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter3.pdf614.85 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter4.pdf675.78 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter5.pdf1.1 MBAdobe PDFView/Open
11_conclusion.pdf381.76 kBAdobe PDFView/Open
12_appendices.pdf472.7 kBAdobe PDFView/Open
13_bibliography.pdf459.55 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf503.96 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: