Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/339093
Title: Kaidiyon ke sudhar mein danik samachar patron ki bhumika va antarvastu vishleshan Dehradun se prakashit samachar patron ke sandarbh mein
Researcher: Kumar Praveen
Guide(s): Singh Paritosh
Keywords: Arts and Humanities
Arts and Recreation
Humanities Multidisciplinary
University: Uttarakhand Technical University
Completed Date: 2020
Abstract: Bharat ke karagaron mein paryapt suvidhaoun ka abhav hai kyonki adhiktar karagaron mein karagar ki kshamta se adhik kaidi band hain. aisi paristhitiyon mein karagar mein kaidiyon ki prasthiti chintniya hai, evan ve un sabhi adhikaron ka prayog nahin kar pa rahe hain jo ki unhen prapt hain. karagar ke bhitar aapsi sangharsh ekakipan evan atydhik mansik dabav ke karan kaidiyon ka vikas avrudh ho raha hai even ve punarsamajikrit na hokar ek algav ki jindgi ki or badhte ja rahe hain. bandiyon ko uske aarthik evan rajnitik rasukh ke anusar suvidhayen pradan ki jati hai, jo ki anyay kaidiyon men hinta ki bhavna ka sanchar karta hai evan use yah ehsas hone lagta hai kai vah ab kabhi bhi samany jivan vyatit nahin kar payenge, vartaman mein karagaron mein band kaidiyon ka mansik evan sharirik swasthya dono hi kshin ho raha hai kyonki kaidoyon ke andar jivan ke prati abhiprerna ka abhav hota ja raha hai. newline newlineSamacharpatra aam janta ko sadaiv se hi prabhavit karta raha hai evan unke jivan ko nishchit hi prabhavit karta hai, samacharpatra kaidiyon ke jivan se sambandhit khabron ka bhi prakashan karta hai. Samachapatra hi vah madhyam hai jo karagaron ke chahardiwarion ke bhitar kaidiyon ko vahy jagat ki ghatnaon evan vahyjagat se parichit karta hai. Samachar patra hi kaidiyon ko thos evan pukhata jankari pradan karata hai evan unhen jagruk karta hai. Vartman samay men kaidi samacharpatra jankari prapt karne ke liye padhta hai.. Jiske madhyam se kaidi suchnayon ko prapt karta hai evan apna gyanvardhan karta hai. Aaj Samacharpatra kaidiyon ke madhy apni sashakt bhumika nibha raha hai, gyanvardhan kar raha hai tatha kaidiyon ke jivan mein parivartan la raha hai. Samacharpatra apni bhumika ke prati sada jagruk raha hai. Samacharpatra hi ek aisa madhyam hai jo ki apni khabron se sabhi ko prerit evan jagruk karta hai. Yah samay samay par desh ke sabhi nagrik ko samaj ke mukydhara se jodne ka bhi kary karta hai. newline newline
Pagination: 236 pages
URI: http://hdl.handle.net/10603/339093
Appears in Departments:Department of Mass Communication

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01-title page.pdfAttached File164.11 kBAdobe PDFView/Open
02-certificate page.pdf111.62 kBAdobe PDFView/Open
03-contents.pdf158.24 kBAdobe PDFView/Open
04-list of tables.pdf177.2 kBAdobe PDFView/Open
05-list of figures.pdf164.64 kBAdobe PDFView/Open
06-acknowlegdement.pdf170.2 kBAdobe PDFView/Open
07�chapter 1.pdf439.05 kBAdobe PDFView/Open
08-chapter 2.pdf273.2 kBAdobe PDFView/Open
09-chapter 3.pdf641.52 kBAdobe PDFView/Open
10-chapter 4.pdf321.5 kBAdobe PDFView/Open
11-chapter 5.pdf467.22 kBAdobe PDFView/Open
12-chapter 6.pdf554.22 kBAdobe PDFView/Open
13-chapter 7.pdf447.02 kBAdobe PDFView/Open
14-chapter 8.pdf235.62 kBAdobe PDFView/Open
15-appendix.pdf178.98 kBAdobe PDFView/Open
16-refrences.pdf429.46 kBAdobe PDFView/Open
17-publications.pdf313.71 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf44.99 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: