Please use this identifier to cite or link to this item: http://hdl.handle.net/10603/326699
Title: Manjul Bhagat ke katha sahitya mein samajik vighatan
Researcher: Arti
Guide(s): Rawat, Yojna
Keywords: Arts and Humanities
Literature
University: Panjab University
Completed Date: 2020
Abstract: Sahitya aur samaj dono hee ek dusre ke abhinn angg hai. Jaha veykti tatha samaj ek dusre ko parbhavit karte huye vikas karte hai. Samaj mein sahi dhang se santulan banate huye isske niyamo ka palan karna atiavashak hai. Parantu adhunik mnushya swarth vash sahi galat mein bhed nahi kar pata, jiski vajah se samaj ki vibhin ikaayio mein vighatan hone lagta hai. Manjul Bhagat ke upneyaso v kahaniyo ke kathanoko mein samajik vighatan ke anek pakash abhiveaakt huye hai jo bhartiya samaj ke badlte sawroop mein vighatan ke karno v ghatko dono ko udaghaatit karte hai. Lekhika ne apni rachnayo mein istri asmita ke ilaava pittarsattatamak maansikta aur rood manatayo par badi hee bebaaki se parhaar kiya hai. Unke katha sahitya mein samajik, rajnitik, saanskreetik, dharmik, aarthik kshetro mein samajik vighatan ka veyaapak phalak par chitran milta hai. Chahe Manjul Bhagat ka lekhan unki asamaye mrituyu ke karan kewal 1970 se 1998 takk hee simat kar reh geyaa, tathapee unka lekhan aaj bhi praasanghik hai. Manjul Bhagat ne samajik vighatan ke sandharbh mein jivan ke yatharath ko atiyant sambhedhansheelta aur gehri anubhuti ke saath abhiveaakti kar pathko ki chetna ko prabhavit kiya hai aur uneh sajagh banate huya sukhad jivaan ki sambhavana parkat ki hai. Lekhika ke katha sahiya ka samajik vighatan ke sandharbh mein adheyaan v anusheelan ka ye pehla preyaas hai. Prastut shodh prapandh ki yahi uplabdhi aur moliktaa hai. newline
Pagination: vii, 298p.
URI: http://hdl.handle.net/10603/326699
Appears in Departments:Department of Hindi

Files in This Item:
File Description SizeFormat 
01_title.pdfAttached File15.61 kBAdobe PDFView/Open
02_certificate.pdf363 kBAdobe PDFView/Open
03_photograph.pdf55.91 kBAdobe PDFView/Open
04_acknowledgement.pdf43.44 kBAdobe PDFView/Open
05_chapter1.pdf132.24 kBAdobe PDFView/Open
06_contents.pdf37 kBAdobe PDFView/Open
07_chapter2.pdf271.14 kBAdobe PDFView/Open
08_chapter3.pdf197.69 kBAdobe PDFView/Open
09_chapter4.pdf260.07 kBAdobe PDFView/Open
10_chapter5.pdf254.86 kBAdobe PDFView/Open
11_chapter6.pdf244.54 kBAdobe PDFView/Open
12_chapter7.pdf224.66 kBAdobe PDFView/Open
13_chapter8.pdf236.43 kBAdobe PDFView/Open
14_conclusion.pdf136.78 kBAdobe PDFView/Open
15_bibliography.pdf210.59 kBAdobe PDFView/Open
80_recommendation.pdf136.78 kBAdobe PDFView/Open
Show full item record


Items in Shodhganga are licensed under Creative Commons Licence Attribution-NonCommercial-ShareAlike 4.0 International (CC BY-NC-SA 4.0).

Altmetric Badge: